SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرجوش"
Nazm MATCHES FOR "پرجوش"
Nazm
tum se shikayat kya karun
maanaa ki mai.n behosh huu.n
par hosh hai pur-josh huu.n
Behzad Lakhnavi
Nazm
tumne likkha hai
tum ne pur-josh rivaayaat kii rau me.n bah kar
kar diyaa gardish-e-dauraa.n ke havaale mujh ko
Prem Warbartani
Nazm
aaKHiri raat
sharaabe.n KHatm kar ke ho ga.e KHaamosh ha.ngaame
bil-aaKHir nii.nd aa.ii so ga.e pur-josh ha.ngaame
Hafeez Jalandhari
Nazm
aatish-e-KHamosh
vo dil huu.n ibaarat jo hai nazm-e-abadii se
ik KHuun kaa nuqta huu.n mai.n pur-ma.anii-o-pur-josh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
night-club
apnii ra.anaa.ii o zebaa.ii kii tash.hiir bane
saaz-e-pur-josh kii sa.ngat me.n thirakte jo.De
Saleem Betab
Nazm
gayon ka jalsa
kahne lagii sun ai mirii pur-josh bahan sun
insaan kaa jo zulm-o-sitam tuu ne jataayaa
Wajahat Husain Wajahat
Nazm
takmil
fareb-e-ziist ke phaahe na raam kar paa.e
ta'alluqaat kii pur-josh mauj-e-bahr-e-KHayaal
Abid Almi
Nazm
ba-jawab-e-pand-nama
piir-e-josh-e-shabaab kyaa jaane
shorish-e-iztiraab kyaa jaane