SEARCH RESULTS
Showing search results for "پنجرا"
Nazm MATCHES FOR "پنجرا"
Nazm
ai ri chiDiya
ye to mere dil kaa pi.njraa hai tuu is me.n
apnii TuuTii phuuTii KHushiyaa.n Dhuu.nDne aa.ii hai
Majeed Amjad
Nazm
buDhiya aur chiDiya ki kahani
chi.Diyaa jab pinjre me.n aa.ii
bhuuk se us ko nii.nd na aa.ii
Barkat Ali Firaq
Nazm
kabaad-KHana
kuchh talvaare.n KHuu.n kii pyaasii pyaas bujhaane ta.Dap rahii.n hai.n
ik tote kaa pi.njra bhii hai
Mohsin Aftab Kelapuri
Nazm
do paise mein tin khilaune
ye tote kaa pi.njra hai
ik nanhaa munnaa saa totaa is me.n gum-sum baiThaa hai
Anwar Afsar Shuoor
Nazm
shahr-badar
shaam kaa pi.njra mere jism pe gir jaataa hai
aur mai.n darja dom kaa qaidii
Asghar Nadeem Syed
Nazm
safar la safar
gosht ke malbuus me.n pi.njra hai.n ye pisliyaa.n
jis ke ajab sehr me.n
Saeed Ahmad
Nazm
wahan main nahin thi
faqat KHaalii pi.njra badan kaa pa.Daa thaa
aur niim-vaa in kivaa.Do.n kii har charcharaahaT me.n
Arifa Shahzad
Nazm
qaidan chiDiya
mai.n mar jaa.uu.ngii haa.e pinjre me.n ghuT ke
mujhe chho.D duu.ngii du.aa tujh ko chhuT ke
Mohammadi Begam
Nazm
sunahri pinjra
KHuub hai ye chaa.ndii kaa pi.njraa
is me.n tuu aa munnii sii chi.Diyaa