SEARCH RESULTS
Showing search results for "پورب"
Nazm MATCHES FOR "پورب"
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
kuchh puurab pachchham farq nahii.n
is dhartii par haq sab kaa hai
Ibn e Insha
Nazm
bhai bhulakkaD
puurab jaa.e.n pachchhim pahu.nche.n
manzil par apnii kam pahu.nche.n
Shaanul Haq Haqqi
Nazm
main urdu zaban hun
ye uttar ye dakhkhin ye puurab ye pachchhim
har ik samt mere nishaa.n hai.n
Khalid Mubashshir
Nazm
abr
uThii phir aaj vo puurab se kaalii kaalii ghaTaa
siyaah-posh hu.aa phir pahaa.D sarban kaa
Allama Iqbal
Nazm
zindabaad ai watan
tere puurab me.n hai desh ba.ngla javaa.n
tere pachchhim buhaira-arab nigahbaa.n
Fazal Haq Azimabadi
Nazm
aur kya chahiye jine ke liye
aaj bhii vaqt pe suuraj ne hai phir dii dastak
aaj bhii sub.h ugii kokh se phir puurab kii
Sada Ambalvi
Nazm
hamari zaban
uttar se dakshin puurab se pachchhim
har samt is kii hai hukmaraanii