SEARCH RESULTS
Showing search results for "چرنے"
Nazm MATCHES FOR "چرنے"
Nazm
nind se chaunko
gaa.e.n duub ko charne aa.ii.n
bhai.nso.n ne apnii shakle.n dikhaa.ii.n
Shad Azimabadi
Nazm
mirriKH ki sair
mahsuus kam hii hotii vahaa.n par thii bhuuk pyaas
khaane ko phal laziiz the charne ko miiThii ghaas
Naimuddin Naeem
Nazm
ek aarzu
raato.n ko chalne vaale rah jaa.e.n thak ke jis dam
ummiid un kii meraa TuuTaa hu.aa diyaa ho
Allama Iqbal
Nazm
naya hukm-nama
kisii kaa hukm hai saarii havaa.e.n
hamesha chalne se pahle bataa.e.n
Javed Akhtar
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
is ke saa.e me.n sadaa pyaar ke charche ho.nge
KHatm jo ho na sakegii vo kahaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
o des se aane wale bata
reva.D ko churaane jaate hai.n
aur shaam ke dhu.ndle saayo.n ke
Akhtar Shirani
Nazm
shikast
mai.n ne jo phuul chune the tire qadmo.n ke liye
un kaa dhundlaa saa tasavvur bhii mire paas nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad-e-aligarh
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana
vo har january me.n numaa.ish ke charche
Aabidullah Ghazi
Nazm
taaruf
dair o ka.aba me.n mire hii charche
aur rusvaa sar-e-baazaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hubb-e-watan
is me.n insaa.n se kam nahii.n hai.n darind
is se KHaalii nahii.n chairnd o parind
Altaf Hussain Hali
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
bujhe hu.e se charaaG jaise
jo phir se chalne ke muntazir ho.n
Obaidullah Aleem
Nazm
hinDola
ki jism to.D diye jaa.e.n un ke taaki mile
churaane vaalo.n ko KHairaat maagh-mele kii