SEARCH RESULTS
Showing search results for "گو"
Nazm MATCHES FOR "گو"
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
go ham se bhaagtii rahii ye tez-gaam umar
KHvaabo.n ke aasare pe kaTii hai tamaam umar
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hai shikast anjaam Gunche kaa subuu gulzaar me.n
sabza o gul bhii hai.n majbuur-e-numuu gulzaar me.n
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
kaun sii shaaKH-e-gul pe raqsaa.n hai
rashk-e-firdaus aashiyaa.n teraa
Saifuddin Saif
Nazm
muflisi
gir gir pa.De to ko.ii na liye use sambhaal
muflis me.n hove.n laakh agar ilm aur kamaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zohd aur rindi
paabandi-e-ahkaam-e-sharii.at me.n hai kaisaa
go sher me.n hai rashk-e-kaliim-e-hamdaanii
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
bad-zauq hai ahbaab se go zauq hai.n ranjuur
urdu-e-mu.allaa ke na maatam se rahe.n duur
Rais Amrohvi
Nazm
mazduron ka git
go aafat o Gam ke maare hai.n
ham KHaak nahii.n hai.n taare hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro
Altaf Hussain Hali
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
go raqqaasa-e-auj-e-falak thii
us me.n kahaa.n ye nok-palak thii
Akbar Allahabadi
Nazm
saba viran
sabaa aalaam kaa ambaar-e-be-paayaa.n!
gayaah o sabza o gul se jahaa.n KHaalii
Noon Meem Rashid
Nazm
KHak-e-hind
ab tak asar me.n Duubii naaquus kii fuGaa.n hai
firdaus-e-gosh ab tak kaifiyyat-e-azaa.n hai