SEARCH RESULTS
Showing search results for "अचार"
Nazm MATCHES FOR "अचार"
Nazm
achaar ka martaban
tumhaarii ammii ne baar-haa tum se ye kahaa thaa
''achaar kachchaa hai' tel kii buu miTii nahii.n hai
Fayyaz tahseen
Nazm
garmi ki chhuTTiyan
phir aam kaa achaar banaane ke din aa.e
phir chhup ke kahii.n kairiyaa.n khaane ke din aa.e
Hamidullah Afsar
Nazm
dard aaega dabe panw
laa.o sulgaa.o ko.ii josh-e-Gazab kaa a.ngaar
taish kii aatish-e-jarraar kahaa.n hai laa.o
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
tuu ho agar kam ayaar mai.n huu.n agar kam ayaar
maut hai terii baraat maut hai merii baraat
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
sandalii.n paa.nv se mastaana-ravii ruuTh ga.ii
marmarii.n haatho.n pe jal-bujh gayaa a.ngaar-e-hinaa
Ahmad Faraz
Nazm
tin aawazen
fasl-e-gul aa.egii namruud ke a.ngaar liye
ab na barsaat me.n barsegii guhar kii barkhaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
aa ke kaabul se yaa.n bihii-o-anaar
ho nahii.n sakte baarvar zinhaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
rago.n me.n chhuuTte rahte the be-shumaar anaar
nadiim ye hai.n mire baal-pan ke kuchh aasaar
Firaq Gorakhpuri
Nazm
kaise Tahalta hai chand
zaraa aur lahuu a.ngaar karo
ki mai.n ek be-libaas aurat huu.n
Sara Shagufta
Nazm
guDDe miyan ki shadi
lagii guu.njne gaane baaje se raat
anaar aur chhachhuu.ndar chhuTaate hu.e
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
shab-KHun
chaa.nd aasmaa.n kii sej pe soyaa hu.aa milaa
ra.ng-e-gul-e-anaar me.n luth.Daa hu.aa milaa
Muneer Niyazi
Nazm
shab-baraat
kyaa kyaa anaar chho.De hai.n bishnii ho ruu-ba-ruu
ai bii tum apnii kulhiyaa hame.n chho.Dne ko do