SEARCH RESULTS
Showing search results for "अमीर-ए-शहर"
Nazm MATCHES FOR "अमीर-ए-शहर"
Nazm
bahut ghuTan hai
faqiir-e-shahr ke tan par libaas baaqii hai
amiir-e-shahr ke armaa.n abhii kahaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisan
vahii kisaan jo KHuun-e-jigar bhii detaa hai
amiir-e-shahr ko vo siim-o-zar bhii detaa hai
Sughra Alam
Nazm
shahr-e-nigaran
Hyderabad jise shahr-e-nigaaraa.n kahiye
ra.ng-e-rukHsaar sahr-e-husn-e-bahaaraa.n kahiye
Ameer Ahmad Khusro
Nazm
talash-e-jahan-e-napaid
na KHvaab aa.e.n mirii nii.nd itnii gahrii ho
sahar ko haajat-e-tafsiir-e-KHvaab ho na 'amiir'
Syed Jafar Amir
Nazm
phir sham hui
jhaa.nktaa suurat-e-KHail-e-aavaargaa.n
Gurfa Gurfa bahr kaaKH-o-kuu shahr me.n
Ibn e Insha
Nazm
katik ka chand
ham to is shahr me.n tanhaa hai.n, hamii.n se bole
kaun is husn ko dekhegaa ye is se puuchho
Ibn e Insha
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
bata ai man
amiir-e-qaafila-e-naaz-e-eqtidaar hai kaun
shahiid kaun mujaavir sar-e-mazaar hai kaun
Anwar Abbas
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq faqiih-e-haram ishq amiir-e-junuuud
ishq hai ibnus-sabiil is ke hazaaro.n maqaam
Allama Iqbal
Nazm
musibat ki KHabren
abuu-qais ko maut ne khaa liyaa hai
amiir-e-damishq in dino.n sogvaarii me.n hai.n
Ali Akbar Natiq
Nazm
sarhad-e-hindostan
qaafile vaalo.n ko manzil kaa pata mil jaa.egaa
jabki ai 'takmiil' nehru hai.n amiir-e-kaarvaa.n