SEARCH RESULTS
Showing search results for "आब-ए-कौसर"
Nazm MATCHES FOR "आब-ए-कौसर"
Nazm
aaj ki raat
aab-e-kausar hai a.ngbii.n hai ye
shahad ke ghuu.nT pii rahaa huu.n mai.n
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
ye nur kaisa hai
ek hujuum apaahij hai aab-e-kausar par
ye kaisaa shor hai jo be-aavaaz phailaa hai
Meena Kumari Naz
Nazm
tajdid
ab utartaa hai mirii ruuh kii gahraa.ii me.n
aab-e-kausar me.n ko.ii mauj uThii thii lekin
Anjum Azmi
Nazm
aao kamre se nikalte hain
aa.o kamre se nikalte hai.n kahii.n chalte hai.n
rauzan-e-habs me.n Thahrii hu.ii zindaa.n kii havaa
Saleem Kausar
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
mauj-e-kausar thaa tiraa sail-e-adaa apne liye
aab-e-haivaa.n thii terii aab-o-havaa apne liye
Josh Malihabadi
Nazm
jashn-e-id
ba.Daa Gazab hai KHudavand-e-kausar-o-tasniim
ki roz-e-'iid bhii tabqo.n kaa imtiyaaz rahaa
Shakeb Jalali
Nazm
ek shaera ki shadi par
mauj-e-kausar kaa chhalaktaa hu.aa paimaana thii
Gair ho.nTo.n ke tasavvur se bhii begaana thii
Akhtar Shirani
Nazm
nazr-e-Khaalida
phir idhar aa.e na aa.e ye shamiim-e-jaa.n-fazaa
phir mayassar ho na ho aisaa samaa.n aisii havaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nirmal miThe pani ki talash
gher ke laa.e ga.e tum
yaa vo nazar manzilat-aaraa nazar saahab-e-kausar hai
Shafiq Fatima Shera
Nazm
manzar ko kya karun
tanhaa hasiin hayaat ke saaGar ko kyaa karuu.n
saathii nahii.n to baada-e-kausar ko kyaa karuu.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
salam
bachcho.n kii pyaas maalik-e-kausar pe shaaq thii
saaqii ko varna mai kii zaruurat na jaam kii
Parveen Shakir
Nazm
kya gul-badani hai
har naqsh-e-qadam par hai fidaa taaj-e-kayaanii
har gaam me.n hai chashma-e-kausar kii ravaanii
Josh Malihabadi
Nazm
shahr-e-nigar
ho ga.ii tishna-labii aaj rahiin-e-kausar
mere lab par lab-e-laaliin-e-nigaar aa hii gayaa