SEARCH RESULTS
Showing search results for "इब्तिला"
Nazm MATCHES FOR "इब्तिला"
Nazm
ilm
ilm hai insaan kii bahbuud-o-baqaa ke vaaste
ye nahii.n insaaniyat kii ibtilaa ke vaaste
Farooq Shakeel
Nazm
aaTa
ik zaKHiira-baaz maulaanaa-numaa duukaan-daar
qaum ke is ibtilaa se kal bahut the be-qaraar
Shaukat Thanvi
Nazm
irtiqa
aur buu.nd dhartii khaa ga.ii
haa.e mere ibtilaa kii intihaa ibtidaa tak aa ga.ii
Syed Mubarak Shah
Nazm
ishq ki taqwim mein
is daur me.n kyaa kyaa nahii hotaa
kabhii ye daur daur-e-ibtilaa hai
Harris Khalique
Nazm
nara-e-haq
mire qadam ko ho jumbish ye Gair-mumkin hai
payaam-e-shauq se de dard-o-ibtilaa ke mujhe
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
junun-e-wafa
ye taashqand se paiGaam-e-dil-navaaz aayaa
ki ibtilaa kaa zamaana guzar gayaa yaaro!
Jagan Nath Azad
Nazm
do mashware
is ibtilaa se KHudaa kii hazaar-baar panaah
ki jhuk ke tum kisii naa-ahl ko salaam karo
Shorish kashmiri
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
tuu samajhtaa hai ye saamaa.n hai dil-aazaarii kaa
imtihaa.n hai tire iisaar kaa KHuddaarii kaa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
yahii fazaa thii yahii rut yahii zamaana thaa
yahii.n se ham ne mohabbat kii ibtidaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
jin ke lahuu ke tufail aaj bhii hai.n undulusii
KHush-dil o garam-iKHtilaat saada o raushan-jabii.n