SEARCH RESULTS
Showing search results for "एहसास-ए-बरतरी"
Nazm MATCHES FOR "एहसास-ए-बरतरी"
Nazm
ek lamhe ki dastan
suurat-haa-e-yaaraan-e-be-yaar
ehsaas-e-silsila-haa-e-makr-o-fareb
Daud Ghazi
Nazm
kutte
ko.ii in ko ehsaas-e-zillat dilaa de
ko.ii in kii so.ii hu.ii dum hilaa de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bulbul
chaman me.n laa.ii hai phuulo.n kii aarzuu tujh ko
milaa kahaa.n se ye ehsaas-e-ra.ng-o-buu tujh ko
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
asar paida kar
kyo.n zamaane ke KHam-o-pech me.n uljhaa hai tuu
dil me.n ehsaas-e-tabaahii-o-zarar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
lenin
hai dil ke liye maut mashiino.n kii hukuumat
ehsaas-e-muravvat ko kuchal dete hai.n aalaat
Allama Iqbal
Nazm
bujha rut
aur aa.nsu.o.n kii jhilmilaahaT me.n
kisii ehsaas-e-gum-gashta se likhaa baab hai shaayad
Nahid Qamar
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
ehsaas-e-Gam-e-dil jo Gam-e-dil kaa sila hai
us husn kaa ehsaas hai jo terii ataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujrim
kyuu.n inhe.n dekh ke ehsaas-e-tahii-dastii hai
aksar auqaat mai.n katraa ke nikal jaataa huu.n?
Shakeb Jalali
Nazm
nai-dehli
rahte hai.n yahaa.n shaahii dafaatir ke mulaazim
jin ko na kuchh ehsaas-e-Gariibul-vatanii hai