SEARCH RESULTS
Showing search results for "कतराते"
Nazm MATCHES FOR "कतराते"
Nazm
hawa ek qalam hai
giit-baazaarii bhaav-taav se katraate hai.n
aur yahaa.n vahshat-zada aavaazo.n me.n se
H. B. Baloch
Nazm
kya KHuda koi nahin
tavaa.ifo.n ke paa.nv chuumte aur biivii ko
KHushiyaa.n dene se katraate hai.n
Manzar Latif
Nazm
mata-e-ghair
kaun jaane mire imroz kaa fardaa kyaa hai
qurbate.n ba.Dh ke pashemaan bhii ho jaatii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
lauh-o-qalam
ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahe.nge
jo dil pe guzartii hai raqam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
agar ye sab kuchh nahin
vo qurbate.n vo judaa.iyaa.n sab
Gubaar ban kar bikhar ga.ii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
masjid-e-qurtuba
qatra-e-KHuun-e-jigar sil ko banaataa hai dil
KHuun-e-jigar se sadaa soz o suruur o suruud
Allama Iqbal
Nazm
diwane ki jannat
apne ehsaas kii tahriik pe sharmaatii hu.ii
apne qadmo.n kii bhii aavaaz se katraatii hu.ii
Waseem Barelvi
Nazm
ek kamra-e-imtihan mein
be-nigaah aa.nkho.n se dekhte hai.n parche ko
be-KHayaal haatho.n se
Amjad Islam Amjad
Nazm
funun-e-latifa
jis se dil-e-dariyaa mutalaatim nahii.n hotaa
ai qatra-e-naisaa.n vo sadaf kyaa vo guhar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
barsat ki bahaaren
buu.ndo.n kii jhamjhamaavaT qatraat kii bahaare.n
har baat ke tamaashe har ghaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
watan
tere qatro.n se sunii qir.at-e-dariyaa ham ne
tere zarro.n me.n pa.Dhii aayat-e-sahraa ham ne
Josh Malihabadi
Nazm
farishte aadam ko jannat se ruKHsat karte hain
ataa hu.ii hai tujhe roz o shab kii betaabii
KHabar nahii.n ki tuu KHaakii hai yaa ki siimaabii!
Allama Iqbal
Nazm
raat aur rail
ek raKHsh-e-be-inaa.n kii barq-raftaarii ke saath
KHandaqo.n ko phaa.ndtii Tiilo.n se katraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
use maine nahin dekha
sadaa ko kis ne pak.Daa hai
makaanii duuriyaa.n kaisii? zamaanii qurbate.n kaisii?
Abbas Tabish
Nazm
tasalsul
jii uThe vaadii-e-KHaamosh ke be-jaan sanam
phir ko.ii chiiregaa zarre kaa jigar qatra-e-yam
Ahmad Faraz
Nazm
panw se lahu ko dho Dalo
ham kyaa karte kis rah chalte
har raah me.n kaa.nTe bikhre the