SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ानदान"
Nazm MATCHES FOR "ख़ानदान"
Nazm
iltija-e-musafir
vo sham-e-baargah-e-KHaandaan-e-murtazvii
rahegaa misl-e-haram jis kaa aastaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
abba ka chaaliswan
beTe ne naam kar diyaa raushan jahaan me.n
aisii kisii ne maut na kii KHaandaan me.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
azm
samajh rahaa thaa bujhegaa ye KHaandaan-e-charaaG
ajiib log the vo KHaandaan-e-nuur ke log
Tariq Qamar
Nazm
yun bhi hota hai KHandan mein kya
mai.n
rozaana ek sau ruupe ujrat kaa mulaazim huu.n
Zahid Masood
Nazm
guftani-o-na-guftani
ham aise kushtagaan-e-vafaa ke KHilaaf hai.n
'asraar' KHaandaan-e-kalaa.uu ke mujra.ii
Shorish kashmiri
Nazm
sahar
KHaandaan-e-guruunaanak kaa dulaaraa tuu hai
rashk KHurshiid kare aisaa sitaaraa tuu hai
Bekal Utsahi
Nazm
nani ka pandan
vaaqif hai us ke jauhar-e-zaatii se KHaandaan
duniyaa me.n be-misaal hai naanii kaa pandaan
Zaki Ahmad
Nazm
mere bachche jawan ho gae hain
na pa.Dnaa apne paraa.e me.n tum mire bachcho
tabaah is se bahut KHaandaan ho ga.e hai.n
Amatul Hai Wafa
Nazm
gaurayya
kirdaar ke chakkar me.n KHaandaan nahii.n rahe
aa.ngan kii jagah le lii
Dr. Mobashshera Sadaf 'Ghazal'
Nazm
os se bhara gilass
yaa KHaandaan vaalo.n kii tarah udaas hai
vo aa gayaa to ho ga.ii hai jaamunii fazaa
Iqtidar Javed
Nazm
sal-e-nau ka hangama
arjun ke aur bhiim ke ghar se muqaabla
phir KHaandaan-e-sarvar-e-kaun-o-makaa.n se jang