SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ज़ब"
Nazm MATCHES FOR "ग़ज़ब"
Nazm
shikwa
phir ye aazurdagi-e-Gair sabab kyaa ma.anii
apne shaidaa.o.n pe ye chashm-e-Gazab kyaa ma.anii
Allama Iqbal
Nazm
KHwabon ke byopari
kuchh baKHt me.n Dhero.n kaalak thii
kuchh ab ke Gazab kaa kaal pa.Daa
Ahmad Faraz
Nazm
dard aaega dabe panw
laa.o sulgaa.o ko.ii josh-e-Gazab kaa a.ngaar
taish kii aatish-e-jarraar kahaa.n hai laa.o
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
sohbat-e-yaar me.n aaGaaz-e-tarab kii suurat
harf-e-nafrat ko.ii shamshiir-e-Gazab ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
jii ko ho kabhii agar usrat kaa ra.nj
khol diye tuu nai qanaa.at ke ganj
Altaf Hussain Hali
Nazm
ustad
nek bachche dil se karte hai.n adab ustaad kaa
baap kii ulfat se behtar hai Gazab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
judai
ye saaneha hai Gazab terii yaad aa.ii hu.ii
ajiib dard se ko.ii pukaartaa hai tujhe
Firaq Gorakhpuri
Nazm
husn aur mazduri
muflisii chhaa.nTe use qahr-o-Gazab ke vaaste
jis kaa mukh.Daa ho shabistaan-e-tarab ke vaaste
Josh Malihabadi
Nazm
yaum-e-azadi
hijaab uTh ga.e ab kas kii parda-daarii hai
Gazab kii diida-e-nargis me.n hoshiyaarii hai
Siraj Lakhnavi
Nazm
parwaz
diyaa javaab use KHuub murG-e-sahraa ne
Gazab hai daad ko samjhaa hu.aa hai tuu bedaad