SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़म्माज़ी"
Nazm MATCHES FOR "ग़म्माज़ी"
Nazm
jawab-e-shikwa
KHud-gudaazii nam-e-kaifiyat-e-sahbaa-yash buud
KHaalii-az-KHesh shudan suurat-e-miinaa-yash buud
Allama Iqbal
Nazm
mujhe mat batana
baato.n ke va.ado.n ke shahr-e-tilismaat me.n
aa.nkh par KHush-gumaanii kii paTTii liye
Parveen Shakir
Nazm
izhaar
teraa Gammaaz banaa KHud tiraa andaaz-e-KHiraam
dil na sambhlaa thaa to qadmo.n ko sambhaalaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
yaad-e-aligarh
vo chaa.e kii pyaalii pe yaaro.n ke jalse
vo sardii kii raate.n vo zulfo.n ke qisse
Aabidullah Ghazi
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
hai siina sipar har Gaazii kaa
kyaa KHauf zii-yuurish-e-jaish-e-qazaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
tum kyaa karte ho har vaqt ye jo tum bezaar
tum ho guftaar ke Gaazii vo saraapaa kirdaar
Nashtar Amrohvi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
bad-gumaanii kii ko.ii tez kiran chubh jaa.e
is se pahle ki charaaG-e-va.ada
Mohsin Naqvi
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
har Gaazii rashk-e-askandar
har duKHtar ham-sar-e-lailaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
din ke rup mein raat kahani
cha.Dhtaa suuraj ye bataa detaa hai
ba.Dhte saa.e hai.n kisii ke Gammaaz
Meeraji
Nazm
ghaalib ka postmortem
bad-gumaanii kaa agar mahbuub kii hotaa na Dar
us ke pairo.n kaa vo bosa letaa rahtaa raat bhar
Nashtar Amrohvi
Nazm
aurat
ain-fitrat ke mutaabiq shakl kii ik iKHtiyaar
aa.ii a.azaa me.n gudaazii aur garmii jism me.n
Shaad Aarfi
Nazm
naqqad
log jin kii jaa.n-gudaazii se hai.n dil pak.De hu.e
khokhle naGme hai.n vo auzaan me.n jak.De hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
fasad-e-zat
yahii hayaat-e-gurezaa.n ba.Dii suhaanii thii
na tum se ranj na apne se bad-gumaanii thii