SEARCH RESULTS
Showing search results for "ग़ैरत-ए-यूसुफ़"
Nazm MATCHES FOR "ग़ैरत-ए-यूसुफ़"
Nazm
nam-o-nang
naazish-o-asl-o-ra.ng ke afsuu.n
Gairat-e-naam-o-na.ng ke afsuu.n
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
mohabbat
terii betaabiyaa.n hai.n rashk-e-sukuu.n
Gairat-e-sad-KHirad hai teraa junuu.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
watan-ashob
ko.ii bataa.e azmat-e-KHaak-e-vatan kahaa.n hai ab
ko.ii bataa.e Gairat-e-ahl-e-vatan ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kashmir
aamaajgah-e-nuur hai kohsaar-e-himaala
hai Gairat-e-sad-tuur ye bhaarat kaa shivaala
Rifat Sarosh
Nazm
waqt-e-murawwat
gulo.n ke rang me.n thii shaan-e-KHanda-e-yuusuf
kalii ke saaz me.n thaa lutf-e-naGma-e-daa.uud
Josh Malihabadi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
jaane kin vaadiyo.n me.n utraa hai
Gairat-e-husn kaarvaa.n teraa
Saifuddin Saif
Nazm
hindostan
kyaa Gairat-e-iram hai ye bostaa.n hamaaraa
hai taa.ir-e-tilaa.ii hindostaa.n hamaaraa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
hindostan
kyaa Gairat-e-iram hai ye bostaa.n hamaaraa
hai taa.ir-e-tilaa.ii hindostaa.n hamaaraa
Babu Murli Dhar
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
kiyaa asiir shu.aa.o.n ko barq-e-muztar ko
banaa dii Gairat-e-jannat ye sarzamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
kar gae kuch kahan
jab bhii gaa.egii ko.ii Gairat-e-naahiid Gazal
sab ko aa.egaa nazar sho.ala-e-aavaaz me.n tuu
Ahmad Faraz
Nazm
nama-e-jaanan
Gairat-e-ishq ki kal maal-e-tijaarat me.n na thii
aaj dekho ki hai.n ambaar ke ambaar lage
Ahmad Faraz
Nazm
bazar
is qadar shoKH nigaaho.n se na dekho mujh ko
Gairat-e-husn pe ilzaam na aa jaa.e kahii.n
Shahid Akhtar
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
tujhii se Gairat-e-kashmiir hai dayaar-e-vatan
tujhii se rashk-e-iram gulistaan-e-mustaqbil
Masood Akhtar Jamal
Nazm
bedar hona chahiye
Gairat-e-qaumii se aa jaa.e hamiyyat josh me.n
har rag-e-KHuu.n ek mahshar-zaar honaa chaahiye