SEARCH RESULTS
Showing search results for "गुम्बद"
Nazm MATCHES FOR "गुम्बद"
Nazm
masjid-e-qurtuba
dekhiye is bahr kii tah se uchhaltaa hai kyaa
gumbad-e-niilofarii rang badaltaa hai kyaa
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
ye gumbad-e-aflaak ye KHaamosh fazaa.e.n
ye koh ye sahraa ye samundar ye havaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
ek aur raat
kaa.nch kaa niilaa saa gumbad hai u.Daa jaataa hai
KHaalii KHaalii ko.ii bajraa saa bahaa jaataa hai
Gulzar
Nazm
taj-mahal
ye dha.Daktaa hu.aa gumbad me.n dil-e-shaahjahaa.n
ye dar-o-baam pe ha.nstaa hu.aa malika kaa shabaab
Kaifi Azmi
Nazm
masjid
hasrat-e-shaam-o-sahar baiTh ke gumbad ke qariib
in pareshaan du.aa.o.n ko sunaa kartii hai
Akhtarul Iman
Nazm
nashat-e-umid
azm ko jab detii hai tuu mel jast
gumbad-e-garduu.n nazar aataa hai past
Altaf Hussain Hali
Nazm
israfil ki maut
masjido.n ke aastaan-o-gumbad-o-miinaar chup
fikr kaa sayyaad apnaa daam phailaa.egaa kyaa
Noon Meem Rashid
Nazm
ghaddar
aayat-e-muflisii se ko.ii sar-kashii
gumbad-e-tishnagii par shikaayat ko.ii
Atif tauqeer
Nazm
shayad miTTi mujhe phir pukare
vo sadaa gumbad ko to.Dtii hu.ii
tho.Daa saa aasmaan bhii to.D laa.ii thii
Sara Shagufta
Nazm
aashob-e-agahi
jaagte KHvaab kii ta.abiir muqaddar Thahrii
zindagii mere liye gumbad-e-be-dar Thahrii
Amjad Islam Amjad
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
marhabaa sabr kaa irfaan ki meraaj-e-hayaat
nuur majsuum hu.aa gumbad-e-KHazraa markuuz