SEARCH RESULTS
Showing search results for "चूका"
Nazm MATCHES FOR "चूका"
Nazm
kabhi kabhi
ise kisii ke sahaare kii aarzuu bhii nahii.n
zamaane bhar ke dukho.n ko lagaa chukaa huu.n gale
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
itna malum hai!
Gair-mahsuus tariiqe se vo chau.nkaa hogaa
ek jumle ko ka.ii baar sunaayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
na puuchh is kaa ki vo divaana
bahut dino.n kaa uja.D chukaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
yaa.n tak jo ho chukaa hai so hai vo bhii aadmii
kul aadmii kaa husn o qubah me.n hai yaa.n zuhuur
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
dekh chukaa almanii shorish-e-islaah-e-dii.n
jis ne na chho.De kahii.n naqsh-e-kuhan ke nishaa.n
Allama Iqbal
Nazm
KHwab jo bikhar gae
ye KHuu.n-chakaa.n lataafate.n kasaafate.n liye hu.e
ye taar taar pairahan uruusa-e-bahaar kaa
Amir Usmani
Nazm
ek laDka
vo aashufta-mizaaj andoh-parvar iztiraab-aasaa
jise tum puuchhte rahte ho kab kaa mar chukaa zaalim
Akhtarul Iman
Nazm
kangan
jab kabhii mood me.n aa kar mujhe chuumaa kartii
tere ho.nTo.n kii me.n hiddat se dahak saa jaataa
Wasi Shah
Nazm
intizar
ye aazmaa.ish-e-sabr-e-gurez-paa kab tak
qasam tumhaarii bahut Gam uThaa chukaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand raat
phir mere chehre ko haatho.n me.n le kar
kitne pyaar se meraa maathaa chuumaa thaa!