SEARCH RESULTS
Showing search results for "जस्त"
Nazm MATCHES FOR "जस्त"
Nazm
nashat-e-umid
azm ko jab detii hai tuu mel jast
gumbad-e-garduu.n nazar aataa hai past
Altaf Hussain Hali
Nazm
kachhwa aur KHargosh
jab mai.n tezii se jast kartaa huu.n
shahsavaaro.n ko past kartaa huu.n
Ismail Merathi
Nazm
sar-e-tur
zuaq-e-parvaaz bhii dil kii ik jast hai
KHaak se ziinat-e-aasmaa.n ho ga.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
accident
apnii ra.ng-bira.ngii qaasho.n vaalii ge.nd ke piichhe
yuu.n hii zaraa ik jast-bharii thii
Majeed Amjad
Nazm
shisha-e-saat ka ghubar
ek jast me.n hii jast kii sii sard chhat ko to.D kar
mai.n us ke paar ho gayaa
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
rewaD
ko.ii chuu.Dii KHam-e-dauraa.n pe chhanak jaatii hai
jast bhartii hai kabhii aur kabhii chalte chalte
Majeed Amjad
Nazm
diwar-e-girya
hazaaro.n surKH Dore tilmilaa kar jast bharte
aab-e-Gam kii qaid se baahar nikalne ke liye
Wazir Agha
Nazm
shah sahab and sons
yuu.n zaat ke sunsaan sahraa.o.n me.n afsurda phire
jaise jiite jaagte logo.n ko dekhaa hii na ho
Saqi Faruqi
Nazm
jast
ye jii chaahtaa arsa-e-ziist ko chho.D kar
kohsaaro.n ke us paar Deraa lagaa luu.n
Khursheed Rizvi
Nazm
waqt bhi marham nahin hai
chaal ke pairahan ko nigalne lagaa hai
merii jast kii sii.Dhiyaa.n