SEARCH RESULTS
Showing search results for "जहेज़"
Nazm MATCHES FOR "जहेज़"
Nazm
muflisi
paisaa kahaa.n jo jaa ke vo laave jahez mol
joruu kaa vo galaa ki phuuTaa ho jaise Dhol
Nazeer Akbarabadi
Nazm
guDDe miyan ki shadi
ye bartan ye kap.De ye kursii ye mez
milaa hai bahut KHuubsuurat jahez
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
irshad ki yaad mein
royaa ki thaa jahez tiraa vaajib-ul-adaa
me.nh motiyo.n kaa qabr pe barsaa ke aa gayaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
eid ka din
zahe-qismat hilaal-e-eid kii suurat nazar aa.ii
jo the ramzaan ke biimaar un sab ne shifaa paa.ii
Majeed Lahori
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
mire hii mutavaazii chal rahe hai.n
mai.n har havaa.ii-jahaaz kaa aaKHirii baseraa
Noon Meem Rashid
Nazm
imtihan mein kaamyabi
zahe-nasiib vo lamhaat ham ko raas hu.e
KHudaa kaa shukr hai ham imtihaa.n me.n paas hu.e
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
manzar
aasmaa.n aaj ik bahr-e-pur-shor hai
jis me.n har-suu ravaa.n baadalo.n ke jahaaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lafzon ke darmiyan
jahaaz bandar-gaaho.n me.n kha.De hai.n
aur gharo.n, godaamo.n, dukaano.n me.n
Sarvat Husain
Nazm
zarurat-e-ittihad
rail, motor, jahaaz, tayyaare
KHud ye tayaar ham kare.n saare
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
shaa.er ne jab bayaaz nikaalii jahaaz me.n
guu.njii hai.n ''vaah-vaa'' kii sadaa.e.n hijaaz me.n
Khalid Irfan
Nazm
ainak ke shishe par
ainak ke niiche dabe aKHbaar me.n
do havaa.ii jahaaz Takraa jaate hai.n
Adil Mansuri
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
''ko.ii ma.ashuuq ba-sad-shaukat-o-naaz aataa hai
surKH bairaq hai samundar me.n jahaaz aataa hai''