SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़मीन-ए-सज्दा"
Nazm MATCHES FOR "ज़मीन-ए-सज्दा"
Nazm
malumat-e-najma
vafuur-e-josh-e-sajda kii na puuchho kaar-farmaa.ii
jabiin-e-shauq juzv-e-aastaa.n maaluum hotii hai
Najma Tasadduq
Nazm
abhi kuchh aur
zamiin-e-harf-o-ma.anii se abhii kuchh KHaar chun.ne hai.n
KHayaalo.n ko dhanak ban.naa hai shaayad
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
husn aur mazduri
us jabii.n par aur pasiina ho jhalakne ke liye
jo jabiin-e-naaz ho afshaa.n chhi.Dakne ke liye
Josh Malihabadi
Nazm
mazdur ki zindagi
tund jho.nke aa rahe hai.n daaman-e-kohsaar se
sar-zamiin-e-ra.ng-o-buu par aag barsaate hu.e
Shatir Hakeemi
Nazm
tulu-e-islam
ye nukta sarguzisht-e-millat-e-baizaa se hai paidaa
ki aqvaam-e-zamiin-e-asia kaa paasbaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
nishan aur bhi hain
salaamat jabii.n shauq-e-sajda salaamat
haram ke sivaa aastaa.n aur bhii hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
kaun rotaa thaa musalle pe hamaarii KHaatir
pair varma ga.e kis ke shab-e-sajda-o-qiyaam
Adil Mansuri
Nazm
dilli se wapsi
rashk-e-shiiraaz-kuhan hindostaa.n kii aabruu
sar-zamiin-e-husn-o-mausiiqii bahisht-e-ra.ng-o-buu
Asrarul Haq Majaz
Nazm
id aai hai
masjide.n markaz-e-sajda hai.n musalmaano.n kaa
iid-gaahe.n hai.n ki sailaab hai insaano.n kaa
Laiq Siddiqi
Nazm
bewa ki jawani
bhar aa.ii hu.ii aa.nkho.n me.n Thahre hu.e aa.nsuu
ye niichii nazar vaajib-e-sajda to nahii.n hai