SEARCH RESULTS
Showing search results for "तख़्ईल"
Nazm MATCHES FOR "तख़्ईल"
Nazm
mata-e-ghair
Dhuu.nDtii rahtii hai.n taKH.iil kii baa.nhe.n tujh ko
sard raato.n kii sulagtii hu.ii tanhaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hiras
tere ho.nTo.n pe tabassum kii vo halkii sii lakiir
mere taKH.iil me.n rah rah ke jhalak uThtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
an-kahi
merii taKH.iil ko kyaa rang ataa karte hai.n
terii zulfe.n tirii aa.nkhe.n tire aariz tire ho.nT
Himayat Ali Shayar
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
aasmaa.n markaz-e-taKH.iil-o-tasavvur kab tak
aasmaa.n jis se KHajil ho vo zamii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
alwida
hamaare zehn kii taKH.iil kii ehsaas kii saathii
hamaare zauq kii rahbar hamaarii aql kii haadii
Abdul Ahad Saaz
Nazm
ujala
merii taKH.iil kii jhankaar ko saakit paa kar!
chuu.Diyaa.n terii kalaa.ii me.n khanak uThtii thii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
aap-biti
merii taKH.iil me.n hai ek jahaan-e-bedaar
dastaras me.n mirii nazzaara-e-gul-haa-e-chaman
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
tere siwa
merii taKH.iil ke KHvaabiida dariicho.n se abhii
terii paa.el ke chhanakne kii sadaa aatii hai
Shahid Akhtar
Nazm
meri holi
ik na.ii duniyaa kii KHilqat hai mirii taKH.iil me.n
jo mu.aavin ho sake insaan kii takmiil me.n
Seemab Akbarabadi
Nazm
Dhalan
sar-e-saahil mirii taKH.iil-e-javaa.n guzrii hai
yaa ko.ii anjuman-e-gul-badanaa.n guzrii hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
musafir-e-shab
safar kii kaifiyat madd-e-nazar hai
ki taKH.iil-e-safar lutf-e-safar hai
Raabia Pinhan
Nazm
tu ne puchha hai mere dost!
dast-e-qudrat kii KHudaa jaaniye Gaayat kyaa hai
jaane kyuu.n hai ki sahar-kaarii-e-taKH.iil kaa dam
Saima Esma
Nazm
ye KHwab sare
tumhaarii aa.nkho.n se baahar aa kar
taKH.iil kii be-karaa.n fazaa me.n
Zia Faooqui
Nazm
shua-e-id
jaise ho nii.nd ke raste me.n ko.ii KHvaab-mahal
jaise fankaar ke taKH.iil me.n ik nafs hasii.n