SEARCH RESULTS
Showing search results for "तजल्ली"
Nazm MATCHES FOR "तजल्ली"
Nazm
saqi-nama
dil-e-tuur-e-siinaa-o-faaraan do-niim
tajallii kaa phir muntazir hai kaliim
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai magar kyaa is yahuudii kii sharaarat kaa javaab
vo kaliim-e-be-tajallii vo masiih-e-be-saliib
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
kirmak-e-naadaa.n tavaaf-e-sham.a se aazaad ho
apnii fitrat ke tajallii-zaar me.n aabaad ho
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ye us ke pasiine ke qatre kahaa.n gin sake.nge
ye fan kii tajallii kaa saaya kahaa.n paa sake.nge
Noon Meem Rashid
Nazm
aaj ki raat
shabnamistaan-e-tajallii kaa fusuu.n kyaa kahiye
chaa.nd ne phe.nk diyaa raKHt-e-safar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
himala
ek jalva thaa kaliim-e-tuur-e-siinaa ke liye
tuu tajallii hai saraapaa chashm-e-biinaa ke liye
Allama Iqbal
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
dil ke har qatre me.n tuufaan-e-tajallii bhar de
batn-e-har-zarra se ik mahr-e-mubii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
taj-mahal
aaGosh-e-tajallii me.n nazar so.ii hu.ii hai
yaa shaam ke zaanuu pe sahar so.ii hu.ii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
karl marx
vo kaliim-e-be-tajallii vo masiih-e-be-saliib
niist paiGambar o lekin dar baGal daarad kitaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
aaftab
a aaftaab ham ko ziyaa-e-shu.uur de
chashm-e-KHirad ko apnii tajallii se nuur de
Allama Iqbal
Nazm
parda aur ismat
tajallii-e-ruKHsaar aur naa-damiida
ko.ii aur shai hai ye ismat nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shama
jaltii hai tuu ki barq-e-tajallii se duur hai
be-dard tere soz ko samjhe ki nuur hai
Allama Iqbal
Nazm
gautam-budh
be-KHudii ke naam par jab daur-e-jaam-e-baada thaa
jab taljallii-e-haqiiqat se har ik dil saada thaa