SEARCH RESULTS
Showing search results for "तदबीर-ए-सरख़ुशी"
Nazm MATCHES FOR "तदबीर-ए-सरख़ुशी"
Nazm
be-saKHta dil ye chahta hai
mai-KHaana-e-sarKHushii ne kab tak
mastii ke ayaaG thaam rakkhe
Saima Esma
Nazm
ek sitara aadarsh ka
kaahino.n kii phuu.nk
haamaano.n kii tadbiir-e-siyaasat me.n zahr-e-halaahil
Shafiq Fatima Shera
Nazm
pandrah august
zamaane ko ye sarKHushii bhii dikhaa de.n
uTho aaj KHushiyo.n ke ham giit gaa.e.n
Masooda Hayat
Nazm
jamia-usmaniya
terii har harakat me.n maKHfii aarzuu-e-iztiraar
terii tadbiir-e-amal par inhisaar-e-zindagii
Maikash Akbarabadi
Nazm
KHatun-e-mashriq
ilm haasil kar faqat tadbiir-e-manzil ke liye
vo dimaaGo.n ke liye hai.n aur tuu dil ke liye!
Josh Malihabadi
Nazm
chhabbis january
aivaan-e-farruKHii kii taamiir-e-nau mubaarak
aa.iin-e-zindagii kii tadbiir-e-nau mubaarak
Tilok Chand Mahroom
Nazm
bahadur-shah zafar
zohd-o-piirii me.n bhii ik jur.at-e-rindaana thii
saamne maut ke tadbiir-e-hariifaana thii
Shamsii Meenai
Nazm
hinDola
syaanaa hone pe bhii ye jibillate.n merii
ye sarKHushii o Gam be-riyaa ye qalb-gudaaz
Firaq Gorakhpuri
Nazm
id ke din
dil-e-fasurda me.n phir KHuun-e-sarKHushii dau.Daa
vo aa ke mujh se hu.e ham-kanaar iid ke din
Jauhar Nizami
Nazm
ayaadat
ruKHsaar par latiif sii ik mauj-e-sar-KHushii
lab par ha.nsii kaa narm saa tuufaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek pur-asrar sada
vo bhii zarf-e-sar-KHushii kii daad dete the use
ek sannaaTaa hai ab har rah-guzar par chaar-suu
Balraj Komal
Nazm
jugnu
KHiraaj-e-sar-KHushii-e-sarmadii jo le na sakii
vo maa.n mai.n jis se la.Daa.ii kabhii na Thaan sakaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHizr-e-rah
baaGbaan-e-chaara-farmaa se ye kahtii hai bahaar
zaKHm-e-gul ke vaaste tadbiir-e-marham kab talak
Allama Iqbal
Nazm
zindagi
KHuugar-e-ra.nj bane.n vaaris-e-aura.ng-e-nashaat
sarKHushii paa.e hayaat