SEARCH RESULTS
Showing search results for "तपाक"
Nazm MATCHES FOR "तपाक"
Nazm
muhasara
isii liye to jo likkhaa tapaak-e-jaa.n se likhaa
jabhii to loch kamaa.n kaa zabaan tiir kii hai
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
baGair bair ke an-ban Garaz se paak tapaak
Garaz se paak ye aa.nsuu Garaz se paak ha.nsii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
fana
har ek dam se jaan kaa har-dam tapaak hai
naapaak tan paliid najis yaa ki paak hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
aag un lazzaat kaa sar-chashma hai
jis se letaa hai Gizaa ushshaaq ke dil kaa tapaak
Noon Meem Rashid
Nazm
huzn-e-insan
ik zamistaa.n kii hasiin raat kaa ha.ngaam-e-tapaak
us kii lazzaat se aagaah hai kaun
Noon Meem Rashid
Nazm
status marriage
pur-tapaak itnii ki mujh par bhuu.nkne ke vaaste
sehn me.n apne sagaan-e-KHush-navaa rakhtii thii vo
Khalid Irfan
Nazm
be-sabab
be-niyaazii se use dekh kar aage ba.Dh jaa.uu.n
Gair logo.n se miluu.n aur dikhaa.uu.n mai.n tapaak
Sanjay Kumar Kundan
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
aurat
hausle vaqt ke aur ziist ke yak-ra.ng hai.n aaj
aabgiino.n me.n tapaa.n valvala-e-sa.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
dua
ishq kaa sirr-e-nihaa.n jaan-e-tapaa.n hai jis se
aaj iqraar kare.n aur tapish miT jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
umr-e-rafta ke kisii taaq pe bisraa hu.aa dard
phir se chaahe ki farozaa.n ho to ho jaane do