SEARCH RESULTS
Showing search results for "दावेदार"
Nazm MATCHES FOR "दावेदार"
Nazm
KHamosh raho
bahutere hai.n haq-go.ii ke da.avedaar
tum hii kyuu.n mansuur bano KHaamosh raho
Nazish Partap Gadhi
Nazm
jashn-e-id
kahii.n kahii.n ko.ii faanuus bhii nazar aayaa
ba-taur-e-KHaas magar qalb-e-daaG-daar jale
Shakeb Jalali
Nazm
ram
daaman nahii.n thaa un kaa ta.assub se daaG-daar
hirs-o-havas se duur the vo saahab-e-vaqaar
Rahbar Jaunpuri
Nazm
aawaz
duur tak phaile hu.e devdaar ke daraKHt
aur un kii nau-umr Tahniyaa.n kii sargoshiyaa.n
Varsha Gorchhia
Nazm
an-paDh gunge ka rajaz
jise tum ne lafzo.n se daaGdaar kar diyaa
us ke taabinda aafaaq
Ahmad Javaid
Nazm
Cleopatra
shaam ke chehre pe lauT aayaa nikhaar
ho chuke hai.n ho rahe hai.n aur daaman daaG-daar
Akhtarul Iman
Nazm
ab ke bichhaDna alamnak hoga
ki is shahar kii havaa.e.n bahut daaG-daar hai.n
ab ke bichha.Dnaa alamnaak hogaa
Ahmed Sohail
Nazm
kanTon se pyar ho jae
ye sang-o-KHisht nahii.n dil hai dil me.n dha.Dkan hai
na chhe.Do is ko kahii.n daaG-daar ho jaa.e
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
guftani-o-na-guftani
kyaa puuchhte ho ummat-e-ahmad-razaa kaa haal
andar se daaG-daar to baahar se champa.ii
Shorish kashmiri
Nazm
main ajnabi nahin
miraa zamiir kabhii daaG-daar ho na sake
kisii ke saamne bhii sharmsaar ho na sake
Shamim Shahzad
Nazm
ai nigar-e-watan
lahuu Tapaktaa hai gulchii.n kii aastiino.n se
qabaa-e-laala-o-gul daaGdaar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
ai hawa shor kar
in mu.ammar daraKHto.n ke qil.e me.n bhagda.D machaa
devdaar kii shaaKHo.n pe shab-KHuun maar
Moeen Nizami
Nazm
bedar hona chahiye
aashnaa-e-dard ho pahluu kaleja daaG-daar
aur jigar ko tishna-e-aazaar honaa chaahiye