SEARCH RESULTS
Showing search results for "धार"
Nazm MATCHES FOR "धार"
Nazm
saqi-nama
ye mauj-e-nafs kyaa hai talvaar hai
KHudii kyaa hai talvaar kii dhaar hai
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
lahje me.n ye khaTak hai ki hai neshtar kii dhaar
aur gir rahaa hai dhaar se shabnam kaa aabshaar
Josh Malihabadi
Nazm
inqalab
abhii dimaaG pe qahbaa-e-siim-o-zar hai savaar
abhii rukii hii nahii.n tesha-zan ke KHuun kii dhaar
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mai.n vo shamshiir jis kii dhaar tuu hai
mai.n huu.n poshaak tuu hai itr meraa
Chandra Shekhar Varma
Nazm
aur bhi gham hain zamane mein
har-nafas me.n hai mire dhaar kisii KHanjar kii
har qadam me.n mire zanjiir kii jhankaar hai aaj
Ali Minai
Nazm
siri kirshn
bahaa diye kabhii Thokar se prem ke chashme
kabhii jaman kabhii ga.ngaa kii dhaar se khelaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
na dekho is be-sutuun-e-Gam ko
tum apne tesho.n kii dhaar dekho
Ali Sardar Jafri
Nazm
africa come-back
dariyaa thirak rahaa hai to ban de rahaa hai taal
mai.n africa huu.n dhaar liyaa mai.n ne teraa ruup
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barish ka pahla qatra
aaKHir qatro.n kaa ba.ndh gayaa taar
baarish lagii hone moslaa-dhaar