SEARCH RESULTS
Showing search results for "पहचान"
Nazm MATCHES FOR "पहचान"
Nazm
aaKHiri mulaqat
mai.n KHud na jinhe.n pahchaan sakuu.n
kuchh itne dhu.ndle saa.e hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
tuu badle hu.e vaqt kii pahchaan banegaa
insaan kii aulaad hai insaan banegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
man ka KHwab
kahaa mai.n ne pahchaan kar merii jaa.n
mujhe chho.D kar aa ga.e tum kahaa.n
Allama Iqbal
Nazm
taaruf
KHuub pahchaan lo asraar huu.n mai.n
jins-e-ulfat kaa talabgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tabdili
is bhare shahr me.n ko.ii aisaa nahii.n
jo mujhe raah chalte ko pahchaan le
Akhtarul Iman
Nazm
barsat ki bahaaren
badle hai rang kyaa kyaa har aan terii qudrat
sab mast ho rahe pahchaan terii qudrat
Nazeer Akbarabadi
Nazm
bint-e-hawwa
bint-e-havvaa huu.n mai.n 'aurat hai miraa ism-e-shariif
hai ye pahchaan mirii aur yahii hai taa'riif
Hina Rizvi
Nazm
aurat
Dhal jaanaa har ik ruup me.n aasaan hai us ko
badle hu.e haalaat kii pahchaan hai us ko