SEARCH RESULTS
Showing search results for "पैरवी-ए-किज़्ब-ओ-रिया"
Nazm MATCHES FOR "पैरवी-ए-किज़्ब-ओ-रिया"
Nazm
dua
jin kaa dii.n pairvi-e-kizb-o-riyaa hai un ko
himmat-e-kufr mile jur.at-e-tahqiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhe sharminda rakhte hain
mire kizb-o-riyaa ko makr ko aur be-iimaanii ko
nafaaq-o-bad-qimaashii ko mire zaahir ko baatin ko
Abu Bakr Abbad
Nazm
tawaif
ai zan-e-naapaak fitrat-e-paikar-e-makr-o-riyaa
dushman-e-mehr-o-vafaa Gaarat-gar-e-sharm-o-hayaa
Mahirul Qadri
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
chashma-e-makr-o-riyaa shahro.n se duur
reg shab-bedaar hai suntii hai har jaabir kii chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
kisan
iddi.aa-e-pairvi-e-diin-o-iimaa.n aur tuu
dekh apnii kuhniyaa.n jin se Tapaktaa hai lahuu
Josh Malihabadi
Nazm
hikayat-e-dauran
baate.n raib-o-riyaa se KHaalii
har naqsh-e-kirdaar misaalii
Owais Ahmad Dauran
Nazm
madh
har ek jagah makr-o-riyaa kii hu.ii tash.hiir
raushan hu.e ummiid se ruKH ahl-e-vafaa ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai
Allama Iqbal
Nazm
shishe ka karb
abhii to mai.n shaffaaf shiisha huu.n ma.asuum huu.n be-riyaa huu.n
ko.ii rang mujh me.n nahii.n hai
Izhar Asar
Nazm
ram
vo paikar-e-vafaa ye riyaa-kaar-o-bad-kalaam
vo amn ke naqiib ye shamshiir-e-be-niyaam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
sachche watan-parast ka git
KHauf-e-aafat se kahaa.n dil me.n riyaa aa.egii
baat sachchii hai jo vo lab pe sadaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
shahid-e-hurriyat
na chhe.Do qissa-e-jaam-o-subuu ko
bachaa.o mai-kade kii aabruu ko
Shadan Barabankvi
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
lab bayaabaa.n, bose be-jaa.n
kaun sii uljhan ko suljhaate hai.n ham?
Noon Meem Rashid
Nazm
lahu ka Tika
fareb-o-kizb ke sar par hai taaj-e-zar-afshaa.n
sadaaqato.n kii jabii.n par lahuu kaa Tiikaa hai
Muslim Shameem
Nazm
sharab-o-saqi
rind jab jhuumte hai.n nashshe me.n
aur suraahii bhii raqs kartii hai