SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़रियाद-ए-जिगर-दोज़"
Nazm MATCHES FOR "फ़रियाद-ए-जिगर-दोज़"
Nazm
etiraf
merii fariyaad-e-jigar-doz miraa naala-e-zaar
shiddat-e-karb me.n Duubii hu.ii merii guftaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ahsan taqwim
maahaul-e-zamaana hai alamnaak-o-jigar-doz
qaa.em vale kuchh rahmat-e-javvaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
choT lagti hai agar
kitne hii saahib-e-dil ahl-e-nazar ahl-e-qalam
ik zamaane se yuu.nhii likhte chale aa.e hai.n
Farhat Parveen
Nazm
soz-e-dil
dil hai faulaad kaa patthar kaa jigar rakhte hai.n
jaan jokho.n me.n kaf-e-dast pe sar rakhte hai.n
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
fariyaad-e-bewa
beva hai.n naala-e-Gam hai baa-asar hamaaraa
ta.Dpaa.egaa dilo.n ko dard-e-jigar hamaaraa
Master Basit Biswani
Nazm
fughan-e-dehli
Tuk.De hotaa hai jigar sun ke ye un kii fariyaad
phir bhii dekhe.nge ilaahii kabhuu dehlii aabaad
Mufti Sadruddin Aazurda
Nazm
murgh-e-marhum
ai mire murGe mire sarmaaya-e-taskiin-e-jaa.n
terii furqat me.n hai be-raunaq miraa saaraa makaa.n
Asad Jafri
Nazm
marhum bachche ki yaad
aaj apnii aaKHirii manzil pe hai fikr-e-rasaa
aaj aaKHir uqda-e-zauq-e-suKHan vaa ho gayaa
Siraj Lakhnavi
Nazm
kyun tera rah-guzar yaad aaya
terii jannat se bahut behtar hai
mere mahbuub kaa ghar
Salahuddin Parvez
Nazm
nirmal miThe pani ki talash
siyah-chashm tajallii kaa KHunuk-taab talaazum
to jigar-soKHtgaan-e-do-jahaa.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
kasrat-e-aulad
suniye ik naa-aaqibat-andesh kii fariyaad hai
kah rahaa hai vo mujhe apnii javaanii yaad hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek subh
raat baaqii thii abhii jab sar-e-baalii.n aa kar
chaa.nd ne mujh se kahaa 'jaag sahar aa.ii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya prometheus
mai.n KHushbuu jism samundar aa.nkho.n kaa
ik KHvaab churaa kar laayaa thaa
Aslam Farrukhi
Nazm
dard-e-dil
dard hai dil ke liye aur dil insaa.n ke liye
taazgii barg-o-samar kii chamanistaa.n ke liye