SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़रेब-ए-शौक़"
Nazm MATCHES FOR "फ़रेब-ए-शौक़"
Nazm
gurez
fareb-e-shauq ke ra.ngii.n tilism TuuT ga.e
haqiiqato.n ne havaadis se phir jilaa paa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
id-e-ramzan
dars-e-insaaniyat jis se miltaa hai 'shauq'
iid-e-ramzaa.n hai amn-o-amaa.n kaa nishaa.n
Momin Khan Shauq
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
la-ilaha-illallah
kiyaa hai tuu ne mataa-e-Guruur kaa saudaa
fareb-e-suud-o-ziyaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
taqaza
khaa rahaa huu.n phir fareb-e-kaa.enaat-e-rang-o-buu
ye naqaab-e-vahm aa.nkho.n se uThaate jaa.iye
Jauhar Nizami
Nazm
wo sarab jo meri jaan mein hai
jo sahar se shaam ke rah-guzar
me.n fareb-e-rah-rav-e-saada hai
Noon Meem Rashid
Nazm
mere azizo
ye KHvaahisho.n kaa hasiir kuchh der ko lapeTo
fareb-e-suud-o-ziyaa.n se kuchh der
Salman Basit
Nazm
KHuda wo waqt na lae
fareb-e-vaada-e-fardaa pe e'timaad kare
KHudaa vo vaqt na laa.e ki tujh ko yaad aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
fareb-e-jannat-e-fardaa ke jaal TuuT ga.e
hayaat apnii umiido.n pe sharmsaar sii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
jo hum pe guzri
ye fareb-e-rah-e-mub.ham kii shikasta diivaar
kab talak qasr-e-taqaddus ko sahaaraa degii
Muslim Shameem
Nazm
ek raat aaegi
fareb-e-ahd-e-sitam do-gha.Dii kaa mehmaa.n hai
phir apnii bazm-e-tamannaa sajaa.e.nge ham bhii
Nazm
heart-attack
silsila-vaar pataa dene lagii.n
ruKHsat-e-qaafila-e-shauq kii tayyaarii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindagi se Darte ho
zaat kii sadaa aa.ii
raah-e-shauq me.n jaise raah-rau kaa KHuu.n lapke