SEARCH RESULTS
Showing search results for "मौजूद"
Nazm MATCHES FOR "मौजूद"
Nazm
jawab-e-shikwa
is qadar shoKH ki allaah se bhii barham hai
thaa jo masjuud-e-malaa.ik ye vahii aadam hai
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
vo mard-e-KHudaa ham me.n na.ii ruuh to bhar de
vo ruuh ki maujuud na maa'duum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
hinDola
shuruu.a hii se the maujuud aab-o-taab ke saath
mire mizaaj me.n pinhaa.n thii ek jadaliyyat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHud-kalami
kyaa zaruurii hai safar me.n kahii.n saaya bhii mile
kyaa zaruurii hai tabassum yuu.nhii maujuud rahe
Munawwar Rana
Nazm
taj-mahal
hai taKHt to maujuud sulaimaa.n kii kamii hai
jannat kaa dariicha to hai rizvaa.n kii kamii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
zamana KHuda hai
unhe.n tum nahii.n dekhte, dekh sakte nahii.n
ke maujuud hai.n ab bhii, maujuud hai.n vo kahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
dushman ki taraf dosti ka hath
tuu maujuud hai saath hamesha
KHauf saa ban kar shaam-o-sahar
Muneer Niyazi
Nazm
paisa
jo KHushii chaahiye hotii hai vahii.n aa maujuud
dekhaa yaaro to ye hai aish-o-mazaa paise kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nazm
aalam-e-maujuud kii har ek shai
merii aa.nkho.n ke lahuu se is tarah ham-ra.ng hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mausam-e-sarma ki barish ka ye pahla roz hai
yaad aur maujuud dono.n kii haqiiqat is me.n hai
Gam kii taaqat ko Galat karne kii himmat is me.n hai