SEARCH RESULTS
Showing search results for "रयन"
Nazm MATCHES FOR "रयन"
Nazm
muhasara
sabhii duriida-dahan ab badan-dariida hu.e
supurd-e-daar-o-rasan saare sar-kashiida hu.e
Ahmad Faraz
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
in dono.n me.n ran pa.Dtaa hai
nit bastii-bastii nagar-nagar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
tahziib-e-zindagii ke faroG-e-vatan ke KHvaab
zindaa.n ke KHvaab kuucha-e-daar-o-rasan ke KHvaab
Sahir Ludhianvi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
aaj mai.n aise maqaam par huu.n jahaa.n
rasan-o-daar kii bulandii hai
Saifuddin Saif
Nazm
jugnu
biphar ga.e the hamaare vatan ke piir o javaa.n
dayaar-e-hind me.n ran pa.D gayaa thaa chaar taraf
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barsat ki bahaaren
gaatii hai giit ko.ii jhuule pe kar ke pheraa
maaro jii aaj kiijiye yaa.n rain kaa baseraa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mahadev-ji ka byah
sun.ne vaale bhii rahe.n ha.nsii KHushii din rain
aur pa.Dhe.n jo yaad kar, un ko bhii sukh chain
Nazeer Akbarabadi
Nazm
yahan se shahr ko dekho
har ek mard-e-javaa.n mujrim-e-rasan-ba-guluu
har ik hasiina-e-raanaa, kaniiz-e-halqa-bagosh
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
raam ke ham-raah cha.Dhii ran me.n tuu
paa.nDav ke bhii saath phirii ban me.n tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
bol! ari o dharti bol!
baadal bijlii rain a.ndhyaarii
dukh kii maarii parjaa saarii