SEARCH RESULTS
Showing search results for "लुत्फ़-ए-रवानी"
Nazm MATCHES FOR "लुत्फ़-ए-रवानी"
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn e Insha
Nazm
gomti
vo tirii maddham suro.n me.n KHush-bayaanii kyaa hu.ii
vo tirii be-saaKHta tarz-e-ravaanii kyaa hu.ii
Shama Zafar Mehdi
Nazm
aKHtar shirani
kar sake kaun vo andaaz-e-ravaanii paidaa
kis ke she'ro.n me.n ho raftaar-e-sabaa tere baa'd
Bismil Saeedi
Nazm
dehli wa lucknow
ho ga.e viiraan dehlii-o-dayaar-e-lakhna.uu
ab kahaa.n vo lutf-e-dehlii-e-bahaar-o-lakhna.uu
Hakeem Aagha Jan Aish
Nazm
ek express train
aziyyat-naak us gaa.Dii kaa andaaz-e-ravaanii hai
ba.Dii dil-doz us ke har musaafir kii kahaanii hai
Asad Jafri
Nazm
wo inqalab ka mutrib
qalam ko radd-e-ravaanii kaa mas.ala darpesh
tilism-e-diida-e-bedaar kah nahii.n saktaa
Muslim Shameem
Nazm
do-aba bast jalandhar
terii punjabi zabaa.n me.n lutf-e-shahd-o-qand hai
is qadar saada ki har raah-e-takalluf band hai
Arsh Malsiyani
Nazm
majaz ki maut par
tere baGair kuchh nahii.n lutf-e-sharaab-o-sher
ai nig.hat-e-latiif-e-KHayaabaa.n kahaa.n hai tuu
Davarka Das Shola
Nazm
ye raat hogi tawil kitni
phire.nge dhartii ke din yaqiinan
kabhii to bando.n pe lutf-e-rabb-e-anaam hogaa
Firoz Natiq Khusro
Nazm
pesh-ahang
Gam-e-hayaat ko ha.ns ha.ns ke jo uThaataa hai
usii ko miltaa hai yaa.n lutf-e-jaavidaan-e-hayaat
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
tum aasman ki taraf na dekho
hai chand hii din kii ye ravaanii
rahegii kab tak ye zindagaanii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
chu ki lafzi tahqiq
lahja hu.aa durusht zabaa.n ho ga.ii karaKHt
lutf-e-kalaam-o-shistagii-e-guftuguu ga.ii