SEARCH RESULTS
Showing search results for "सामान-ए-वज्द"
Nazm MATCHES FOR "सामान-ए-वज्द"
Nazm
daraKHt-e-zard
nazar se duur manzar kaa sar-o-saamaan-e-sarvat ho
hamaarii umr kaa qissa hisaab andoz-e-aanii hai
Jaun Eliya
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
un ke raaj ke umda Dhab hai.n
sab saamaan-e-aish-o-tarab hai.n
Akbar Allahabadi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm o hikmat rahzan-e-saamaan-e-ashk-o-aah hai
ya.anii ik almaas kaa Tuk.Daa dil-e-aagaah hai
Allama Iqbal
Nazm
bulbul
tuu hii bataa tiraa sarmaaya-e-vajuud hai kyaa
vo naqd-e-jaa.n hai ki hai naala-e-hazii.n teraa
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
KHizr-e-rah
ai musalmaa.n aaj tuu us KHvaab kii taa'biir dekh
apnii KHaakistar samundar ko hai saamaan-e-vajuud
Allama Iqbal
Nazm
ye kaise silsile gandum ke danon mein bane hain
saamaan-e-charaaGaa.n kartii hai
aa.ngan ke baahar phailaa gahraa a.ndhiyaaraa
Ekram Khawar
Nazm
subh-e-id
kaaTii hai intizaar me.n mai.n ne tamaam raat
pesh-e-nazar thaa shaam se saamaan-e-sub.h-e-iid
Master Basit Biswani
Nazm
apni taswir mujhe aap banani hogi
apne saamaan-e-ta.ayyush me.n lagaa dii tuu ne
mai.n ne maanaa
Naseem Syed
Nazm
musafir-e-shab
hai ra.ngiinii fazaa kii kaif ishrat
shafaq kii surKHiyaa.n saamaan-e-farhat
Raabia Pinhan
Nazm
aaKHiri din nazdik hai
atomii KHatro.n kii baato.n me.n
bahut saamaan-e-sarshaarii hai kyuu.n aaKHir
Saeed Arifi
Nazm
baDe shahar ka KHwab
kisii ke liye tuu saamaan-e-masarrat
aur kisii ke liye hai tuu, saraasar qahr