SEARCH RESULTS
Showing search results for "साहब-ए-सुरूर"
Nazm MATCHES FOR "साहब-ए-सुरूर"
Nazm
jamuna
aah us KHvaab-e-shabaana kaa hai mujh ko intizaar
us suruur-e-aashiqaana kaa hai mujh ko intizaar
Suroor Jahanabadi
Nazm
chand
agarche partav-e-KHurshiid se hai nuur tiraa
hai qarz daam kaa jaam-e-mai-e-suruur tiraa
Fazlurrahman
Nazm
wahi bu-e-gul hai
jaise vo thaa hii nahii.n shaam-e-suruur
jaise vo thaa hii nahii.n merii muraad
Khursheed Akbar
Nazm
aaj ki raat
mai.n sharaab-e-suruur se sarmast
fikr-e-dozaKH na zikr-e-jannat hai
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
saneha
ik be-KHud-e-suruur-e-dil-o-jaa.n nahii.n rahaa
ik aashiq-e-sadaaqat-e-pinhaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
holi
phir junuun-e-zindagii ko mil gayaa naam-e-suruur
phir nazar aane lagaa har saadgii me.n baa.nkpan
Arsh Malsiyani
Nazm
zalzala
saahab-e-daulat-o-zii-rutba-o-zardaar ho ek
be-navaa Gam-zada-o-bekas-o-laachaar ho ek
Shakeel Badayuni
Nazm
eid
agar hai.n saahab-e-kirdaar to zabaa.n khole.n
agar hai.n saahab-e-iimaa.n to phir vo sach bole.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
mohabbat
mohabbat saahib-e-fikr-o-nazar hai
mohabbat me.n raqaabat kaa bhii Dar hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
ban-bas
meraa ye jurm ki mai.n saahab-e-idraak-o-shu.uur
meraa ye aib ki ik shaa.ir o fankaar huu.n mai.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
haqaeq
Gam ko KHud aakar bahaa jaa.egii mauj-e-suruur
dekhtaa kyaa hai uTh aur fikr-e-mai-o-paimaana kar
Zafar Ali Khan
Nazm
zawal-e-ahd-e-tamanna
na un kii chashm-e-karam sarsar-o-sumuum me.n ghole
safaa-e-baad-e-sahar dam-e-suruur baad-e-bahaarii
Shafiq Fatima Shera
Nazm
pand-nama
darKHur-e-saahab-e-ma.aal nahii.n
har vo shai jis me.n e'tidaal nahii.n