SEARCH RESULTS
Showing search results for ".afad"
Nazm MATCHES FOR ".afad"
Nazm
shikwa
Tal na sakte the agar jang me.n a.D jaate the
paa.nv shero.n ke bhii maidaa.n se ukha.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
sab maya hai
vo la.Dkii bhii jo chaa.nd-nagar kii raanii thii
vo jis kii alha.D aa.nkho.n me.n hairaanii thii
Ibn e Insha
Nazm
etiraf
ek ra.ngiin o hasii.n KHvaab thii duniyaa merii
jannat-e-shauq thii begaana-e-aafaat-e-sumuum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek laDka
naa-rasaa.ii kaa ab jii me.n dha.Dkaa kahaa.n
par vo chhoTaa saa alha.D saa la.Dkaa kahaa.n
Ibn e Insha
Nazm
masjid-e-qurtuba
aql kii manzil hai vo ishq kaa haasil hai vo
halqa-e-aafaaq me.n garmi-e-mahfil hai vo
Allama Iqbal
Nazm
wo kamra yaad aata hai
kuchh zaraa mushkil se khulne vaalaa vo shiisham kaa darvaaza
ki jaise ko.ii akkha.D baap
Javed Akhtar
Nazm
lenin
ai anfus o aafaaq me.n paidaa tirii aayaat
haq ye hai ki hai zinda o paa.inda tirii zaat
Allama Iqbal
Nazm
hamesha qatl ho jata hun main
kabhii is shah se pahle aur kabhii us maat se pahle
kabhii ik burd se pahle kabhii aafaat se pahle
Jaun Eliya
Nazm
kal humne sapna dekha hai
jo dard bhii hai aur daaruu bhii
vo allha.D sii vo chanchal sii
Ibn e Insha
Nazm
o des se aane wale bata
vo Gaarat-e-iimaa.n kaisii hai
bachpan me.n jo aafat Dhaatii thii
Akhtar Shirani
Nazm
ramaen ka ek sin
puuraa hu.aa jo byaah kaa armaan thaa kamaal
aafat ye aa.ii mujh pe hu.e jab safed baal