SEARCH RESULTS
Showing search results for ".isho"
Nazm MATCHES FOR ".isho"
Nazm
mujhe bhul ja
na vo dil rahaa na vo jii rahaa
na vo daur-e-aish-o-KHushii rahaa
Shakeel Badayuni
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
un ke raaj ke umda Dhab hai.n
sab saamaan-e-aish-o-tarab hai.n
Akbar Allahabadi
Nazm
KHak-e-hind
ilm-o-kamaal o iimaa.n barbaad ho rahe hai.n
aish-o-tarab ke bande Gaflat me.n so rahe hai.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
husn aur maut
na qaht-e-aish-o-masarrat na, Gam kii arzaanii
kanaar-e-rahmat-e-haq me.n use sulaatii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaum-e-azadi
havaa-e-aish-o-tarab baadbaan ban ke chalii
zamii.n vatan kii nayaa aasmaan ban ke chalii
Siraj Lakhnavi
Nazm
paisa
jo KHushii chaahiye hotii hai vahii.n aa maujuud
dekhaa yaaro to ye hai aish-o-mazaa paise kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ram
rahbar ye shar-pasand kahaa.n aur kahaa.n vo raam
vo be-niyaaz-e-aish-o-tarab zar ke ye Gulaam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
gautam-budh
aish-o-ishrat ke maze be-kaar se saabit hu.e
naqsh-e-aalam me.n numaayaa.n ra.ng-e-faanii dekh kar
Maikash Akbarabadi
Nazm
tarana-e-qaumi
gardish-e-ayyaam se go mai.n phiruu.n nazdiik o duur
har jagah yaad-e-vatan hai maaya-e-aish-o-suruur
Safeer Kakorvi
Nazm
holi
ik dam to dekh us ko holii ko haal aayaa
aish-o-tarab kaa saamaan hai aaj sab ghar us ke
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zindagi aur maut
aish-o-ishrat me.n kho gayaa hai ye
nii.nd Gaflat kii so gayaa hai ye