SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kbj"
Nazm MATCHES FOR ".kbj"
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
kyaa jhag.Daa suud KHasaare kaa
ye kaaj nahii.n banjaare kaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
muhasara
tamaam suufii o saalik sabhii shuyuuKH o imaam
umiid-e-lutf pe aivaan-e-kaj-kulaah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
august-1952
haa.n kaj karo kulaah ki sab kuchh luTaa ke ham
ab be-niyaaz-e-gardish-e-dauraa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
watan
tere hii husn se raushan hai.n nigaahe.n apnii
kaj hu.ii.n terii hii mahfil me.n kulaahe.n apnii
Josh Malihabadi
Nazm
taKHliq
kaa.npte haatho.n se TuuTii hu.ii buniyaado.n par
jo bhii diivaar uThaa.oge vahii kaj hogii
Ahmad Faraz
Nazm
autograph
Huruuf-e-kaj-taraash kii lakiir sii
to tham ga.ii.n labo.n pe muskuraahaTe.n shariir sii
Majeed Amjad
Nazm
sham-e-ayaadat
abhii kisaan-o-kaamgaar raaj hone vaalaa hai
abhii bahut jahaa.n me.n kaam-kaaj hone vaalaa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
ai shu.aa-e-arz-e-mashriq terii iffat kaa shi.aar
kaj karegaa mulk o millat kii kulaah-e-iftiKHaar
Josh Malihabadi
Nazm
idhar na dekho
aazmuuda puraanii talvaar mu.D ga.ii hai
jo kaj-kulah saahib-e-hasham the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fana
kis kis tarah ke ho ga.e mahbuub-e-kaj-kulaah
tan jin ke misl-e-phuul the aur mu.nh bhii rashk-e-maah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ganw ki saDak
ye des muflis-o-naadaar kaj-kulaaho.n kaa
ye des be-zar-o-diinaar baadshaaho.n kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
apnii kaj-raa.ii aur javaanii ke qisse dohraayaa kartaa hai
Taal se uTh kar jab ghar me.n aataa hai
Akhtarul Iman
Nazm
dhobi ka ghaT
sahlaataa hai mujh ko?
kyuu.n KHvaab-e-fusuu.n-gar kii qubaa chaak nahii.n hai
Meeraji
Nazm
hindi hindustani
kyaa milansaar hai mizaaj is kaa
sulh-juu.ii hai kaam-kaaj is kaa