SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kuaj"
Nazm MATCHES FOR ".kuaj"
Nazm
muhasara
tamaam suufii o saalik sabhii shuyuuKH o imaam
umiid-e-lutf pe aivaan-e-kaj-kulaah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
do ishq
is baam se niklegaa tire husn kaa KHurshiid
is kunj se phuuTegii kiran rang-e-hinaa kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
himala
kah rahii hai merii KHaamoshii hii afsaana miraa
kunj-e-KHalvat KHaana-e-qudrat hai kaashaana miraa
Allama Iqbal
Nazm
august-1952
haa.n kaj karo kulaah ki sab kuchh luTaa ke ham
ab be-niyaaz-e-gardish-e-dauraa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
watan
tere hii husn se raushan hai.n nigaahe.n apnii
kaj hu.ii.n terii hii mahfil me.n kulaahe.n apnii
Josh Malihabadi
Nazm
taKHliq
kaa.npte haatho.n se TuuTii hu.ii buniyaado.n par
jo bhii diivaar uThaa.oge vahii kaj hogii
Ahmad Faraz
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
shorish-e-diida-e-giryaa.n kii tarah
mausam-e-kunj-e-bayaabaa.n kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
autograph
kitaabcho.n pe khi.nchtaa chalaa gayaa
Huruuf-e-kaj-taraash kii lakiir sii
Majeed Amjad
Nazm
sham-e-ayaadat
abhii bahut jahaa.n me.n kaam-kaaj hone vaalaa hai
magar abhii to zindagii musiibato.n kaa naam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
ai shu.aa-e-arz-e-mashriq terii iffat kaa shi.aar
kaj karegaa mulk o millat kii kulaah-e-iftiKHaar
Josh Malihabadi
Nazm
idhar na dekho
aazmuuda puraanii talvaar mu.D ga.ii hai
jo kaj-kulah saahib-e-hasham the