SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tge"
Nazm MATCHES FOR ".tge"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
vo log bahut KHush-qismat the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ham se pahle thaa ajab tere jahaa.n kaa manzar
kahii.n masjuud the patthar kahii.n ma.abuud shajar
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
an-ginat logo.n ne duniyaa me.n mohabbat kii hai
kaun kahtaa hai ki saadiq na the jazbe un ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye vo sahar to nahii.n jis kii aarzuu le kar
chale the yaar ki mil jaa.egii kahii.n na kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
tum ahl-e-harf ki pindaar ke sanaa-gar the
vo aasmaan-e-hunar ke nujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
mujhe tire dard ke alaava bhii
aur dukh the ye maantaa huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
walid ki wafat par
vo tum kab the
ko.ii suukhaa hu.aa patta havaa se mil ke TuuTaa thaa
Nida Fazli
Nazm
etiraf
dard jab dard na ho kaavish-e-darmaa.n maaluum
KHaak the diida-e-bebaak me.n garduu.n ke nujuum