SEARCH RESULTS
Showing search results for ".zhe"
Nazm MATCHES FOR ".zhe"
Nazm
eid ka din
zahe-qismat hilaal-e-eid kii suurat nazar aa.ii
jo the ramzaan ke biimaar un sab ne shifaa paa.ii
Majeed Lahori
Nazm
zohd aur rindi
mai.n ne ye kahaa ko.ii gila mujh ko nahii.n hai
ye aap kaa haq thaa ze-rah-e-qurb-e-makaanii
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
imtihan mein kaamyabi
zahe-nasiib vo lamhaat ham ko raas hu.e
KHudaa kaa shukr hai ham imtihaa.n me.n paas hu.e
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
waqt-e-murawwat
tamaam raaz-e-nihaa.n khul ga.e mire dil par
ze-takiya-gaah-e-adam taa-ba-kaargaah-e-vajuud
Josh Malihabadi
Nazm
purani filon mein gungunati sham
in KHato.n kii kyuu.n hifaazat chaahiye
ye puraanii file.n zaa.e agar ho jaa.e.n
Ain Tabish
Nazm
ehsan faramosh
phir kahaa ye de ke mujh ko ek moTii sii raqam
gar qubuul uftad zahe izz-o-sharaf ai mohtaram
Asrar jamayee
Nazm
payam
dil-e-fasurda ko ab taaqat-e-qaraar nahii.n
nigaah-e-shauq ko ab taab-e-intizaar nahii.n
Ze Khe Sheen
Nazm
qaza nahin hona tujhe
mujh se kahne lagii
vaqt ko zaa.e karnaa gunaah-e-kabiira se bhii ba.Dh ke hai
Mansoor Aafaque
Nazm
hunuz yaad hai
zahe-nashaat zahe-husn iztiraab tiraa
nazar kii chhe.D se bajtaa thaa jab rabaab tiraa
Jauhar Nizami
Nazm
aadmi ka nasha
mai.n ne use muKHaatib kiyaa
aur use mashkiize kaa paanii zaa.e karne kaa hukm diyaa