SEARCH RESULTS
Showing search results for ".zuy"
Nazm MATCHES FOR ".zuy"
Nazm
mujhse pahle
tuu ki ma.asuum bhii hai zuud-faraamosh bhii hai
us kii paimaa.n-shikanii ko bhii gavaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
israfil ki maut
jhilmilaa uThte the jis se dair-o-zuud
marg-e-israafiil par aa.nsuu bahaa.o
Noon Meem Rashid
Nazm
zaifa
ye tire sar kii safedii aur ye gard-e-malaal
me.n to kyaa sharmaa rahaa hai KHud KHuda-e-zul-jalaal
Josh Malihabadi
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
gurisna nigah zuud-kaaro.n se ranjuur
magar ab hamaare na.e KHvaab kaabuus-e-maazii nahii.n hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
taKHrib-karon ki shahadat
phir shahiid-e-haq ye bolaa ai KHuda-e-zul-jalaal
aalam-e-arvaah se ja.alii shahiido.n ko nikaal
Khalid Irfan
Nazm
aatish-e-KHamosh
hai.n jitne aqaarib vo aqaarib se hai.n bad-tar
ahbaab hai.n vo KHud-Garaz-o-zuud-faraamosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
aasmani loriyan
sarmadii naGmaat se saarii fazaa ma.amuur hai
nutq-e-rab-e-zul-minan hai.n raat kii KHaamoshiyaa.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
sukun-e-tanhai
kaisii takraar hai hujjat hai shikaayat kaisii
is kahaanii me.n ko.ii zuud-pashemaa.n bhii nahii.n
Syed Jafar Amir
Nazm
aadmi
sach puuchhiye agar to hai dono.n jahaan me.n
taKHliiq-e-zul-jalaal kaa shahkaar aadmii
Jameel Azimabadi
Nazm
waqt ki chiz
us kii karaamato.n me.n jis aur bhii zul-jalaal de
us se agar hai bad-zanii dil me.n to ab nikaal de
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
shahr-e-arzu
kisii kii zuud-pashiimaa.n niigaahiyo.n kaa tilism
kisii KHaraab nigaah-e-karam kaa zikr karo
Hameed Almas
Nazm
shikast-e-wafa
zuud-ranj aadmii kii fitrat hai
aur matlab-parast ahl-e-jahaa.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
asa-ba-dast ab nahin hai koi
ye KHuun kis kaa hai
ai dil-e-zuud-ranj to kyuu.n udaas hai