SEARCH RESULTS
Showing search results for "Daraate"
Nazm MATCHES FOR "Daraate"
Nazm
dastur
mai.n bhii mansuur huu.n kah do aGyaar se
kyuu.n Daraate ho zindaa.n kii diivaar se
Habib Jalib
Nazm
inqalab
ra.ng ke badle gulo.n se KHuun Tapkegaa abhii
ba.Dh rahe hai.n dekh vo mazduur darraate hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dard-e-dil
kyuu.n Daraate hai.n abas gabruu musalmaa.n mujh ko
kyaa miTaa.egii bhalaa gardish-e-dauraa.n mujh ko
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hamara jhanDa
sher hai.n chalte hai.n darraate hu.e
baadalo.n kii tarah ma.nDlaate hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aise nahin hota
tumhaare hukm ko jo maan.ne me.n der karte hai.n
tum un ko apnii dahshat se Daraate ho
Ashfaq Husain
Nazm
ek din larans bagh mein
ashjaar baar baar Daraate hai.n ban ke bhuut
jab dekhtaa huu.n un kii taraf kaa.nptaa huu.n mai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
jab sham shahr mein aati hai
aur ajab tarah se ha.ns ha.ns kar
jaane kyuu.n mujhe Daraate hai.n
Salman Saeed
Nazm
soz-e-dil
kis ko dete hai.n bhalaa daar-o-rasan kii dhamkii
kyaa Daraate ho ki ham tiir-o-tabar rakhte hai.n
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
zat ki kal koThari se aaKHiri nashriya
mai.n tamannaa ke jahaazo.n kaa musaafir
yaa passporto.n aur viso.n ke air pocket Daraate hai.n mujhe
Saeed Ahmad
Nazm
gandhi-ji
mai.n jaa rahaa huu.n liye ek kaarvaan-e-hayaat
hazaar rahzan-e-hastii mujhe Daraate hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
jawab-e-shikwa
dasht me.n daaman-e-kohsaar me.n maidaan me.n hai
bahr me.n mauj kii aaGosh me.n tuufaan me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
zindagi se Darte ho
zindagii se Darte ho!
zindagii to tum bhii ho zindagii to ham bhii hai.n!