SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dore"
Nazm MATCHES FOR "Dore"
Nazm
patthar
jis me.n sadiyo.n ke tahayyur ke pa.De ho.n Dore
kyaa tujhe ruuh ke patthar kii zaruurat hogii
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jugnu
fazaa-e-shaam me.n Dore se pa.Dte jaate hai.n
jidhar nigaah kare.n kuchh dhu.aa.n saa uThtaa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
jab u.Degii un kii chashm-e-daam-e-parvarda me.n KHaak
narm Dore terii aa.nkho.n ke rahe.nge taabnaak
Josh Malihabadi
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
tajassus kii aa.nkho.n me.n Dore se aa.e
qadam chuumne barq-o-baad aab-o-aatish
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
KHak ko main KHwar kyun karta
mujhe bas itr aur kaafuur kii KHushbuu pareshaa.n kar rahii hai
aur kuchh had tak ye Dore aa.nkh ke
Shariq Kaifi
Nazm
phiki zard dopahr
thakii thakii biimaar havaa
vaqt ke chalte Dore se kuchh der alag suune lamhe
Abdul Ahad Saaz
Nazm
diwar-e-girya
hazaaro.n surKH Dore tilmilaa kar jast bharte
aab-e-Gam kii qaid se baahar nikalne ke liye
Wazir Agha
Nazm
adhuri taswir
jhiil sii aa.nkho.n kii gahraa.ii me.n tuu Duub gayaa
surKH Dore jo hai.n hairat ke na dekhe tuu ne
Tasneem Abidi
Nazm
ijazat ho to tumko pyar kar lun
gulaabii aa.nkh me.n Dore pa.De hai.n
papoTe bhii to bojhal ho rahe hai.n
Afzal Peshawari
Nazm
kyunki hum mahi-gir the
niile aasmaan me.n surKH Dore pa.D ga.e
aur qismat ne hame.n charvaahe banaa diyaa
Ali Minai
Nazm
shikwa
tuu hii kah de ki ukhaa.Daa dar-e-KHaibar kis ne
shahr qaisar kaa jo thaa us ko kiyaa sar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
kuchh baat hai ki hastii miTtii nahii.n hamaarii
sadiyo.n rahaa hai dushman daur-e-zamaa.n hamaaraa