SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dore"
Ghazal MATCHES FOR "Dore"
Ghazal
laal Dore tirii aa.nkho.n me.n jo dekhe to khulaa
mai-e-gul-ra.ng se labrez hai.n paimaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
na puuchh mujh se tire qurb kaa nasha kyaa hai
tuu apnii aa.nkh me.n Dore mire KHumaar ke dekh
Mehshar Afridi
Ghazal
raat kii aa.nkh me.n hai.n halke gulaabii Dore
nii.nd se palke.n hu.ii jaatii hai.n bhaarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
hai.n yuu.n mast aa.nkho.n me.n Dore gulaabii
sharaabii ke pahluu me.n jaise sharaabii
Nazeer Banarasi
Ghazal
aa.nkho.n me.n laal Dore se pa.Dte chale ga.e
aa.nsuu ye kis hunar se pirotaa rahaa Gazaal
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
yaar kisii par na.ii Daale.nge Dore ham
yaaraa ham pe hai.n ik a.Diyal ke dhaage
Aarush Sarkaar
Ghazal
farmaa.ish apnii dekhne vaalo.n pe kartii hai.n
aa.nkho.n ke Dore ho.n mire phuulo.n ke haar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
KHvaab is dil pe tirii aa.nkh ne Dore Daale
KHuub kaajal ne tirii aa.nkh me.n Doraa khii.nchaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
KHat aap bheje.nge mujh ko patang par likh kar
ye Dore jaate hu.e hai.n u.Daa.iye na mujhe
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Wasif Farooqi
Ghazal
'jigar' ke KHuun se aa.nkho.n me.n surKH Dore hai.n
samajh rahaa hai zamaana sharaab-KHvaar mujhe
Jigar Jalandhari
Ghazal
na puuchh mujh se tire qurb kaa nasha kyaa hai
tuu apnii a.nkh me.n Dore mire KHumaar ke dekh
Mehshar Afridi
Ghazal
Lutf-ur-rahman
Ghazal
Pramod Pundhir Pyaasa
Ghazal
chhalkii hu.ii aa.nkho.n me.n mai-e-surKH ke Dore
zulfo.n kii vo lahraa.ii ghaTaa yaad hai ab tak