SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dubone"
Nazm MATCHES FOR "Dubone"
Nazm
bewa ki KHud-kushi
umDii hai kaalii ghaTaa duniyaa Dubone ke liye
yaa chalii hai baal khole raa.nD rone ke liye
Kaifi Azmi
Nazm
raste mein sham ka muqaddar hona
Duubte hu.e jahaaz me.n bhaagne vaale
aaKHirii chuuhe ko bhii to
Ahmad Hamesh
Nazm
be-KHwabi ki aakas bel par khili KHwahish
saare KHvaab Dubone do
mujh ko rone do!
Naseer Ahmad Nasir
Nazm
ek zanjir-e-girya mere sath thi
mai.n hare paaniyo.n me.n
badan kaa sitaara Dubone lagaa
Rafiq Sandelvi
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gard-e-ayyaam kii tahriir ko dhone ke liye
tum se goyaa ho.n dam-e-diid jo merii palke.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
Duubte dil ne kinaaro.n kii tamannaa kii thii
mai.n ne chaa.nd aur sitaaro.n kii tamannaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
yaad se terii dil-e-dard aashnaa maamuur hai
jaise ka.abe me.n du.aa.o.n se fazaa maamuur hai
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
ufuq pe Duubte din kii jhapaktii hai.n aa.nkhe.n
KHamosh soz-e-daruu.n se sulag rahii hai ye shaam!
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
jaagne vaale Gaafilo.n ko jagaa.o
tairne vaalo Duubto.n ko tiraa.o
Altaf Hussain Hali
Nazm
aaKHiri lamha
dil kii dha.Dkan hai Duubne ke qariib
saa.ns har lahza pech-o-taab me.n hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
zindan ki ek subh
Duubte tairte murjhaate rahe khilte rahe
raat aur sub.h bahut der gale milte rahe