SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gamze"
Nazm MATCHES FOR "Gamze"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sarmaya-dari
qayaamat is ke Gamze jaan-levaa hai.n sitam is ke
hamesha siina-e-muflis pe pa.Dte hai.n qadam is ke
Asrarul Haq Majaz
Nazm
adl-e-jahangiri
ab na vo nuur-jahaa.n hai na vo andaaz-e-Guruur
na vo Gamze hai.n na vo arbada-e-sabr-shikan
Shibli Nomani
Nazm
tawaif
tere har Gamze kii tah me.n hai banaavaT kaa shikva
jis ke aage sar-ba-sajda ma.asiyat ke dasht-o-koh
Mahirul Qadri
Nazm
tawaif
mai.n huu.n ik jhuuT kaa baazaar ye maanaa mai.n ne
mere Gamze bhii hai.n talvaar ye maanaa mai.n ne
Izhaar Malihabadi
Nazm
murgh-e-marhum
tere Gamze zindagaanii bhar na bhuule.nge mujhe
phuul sii kalGii mulaa.em par na bhuule.nge mujhe
Asad Jafri
Nazm
jahl
aisaa bikhraa.o pahle nahii.n thaa kabhii
sach ko Gaaze-o-Gamze se kyaa aar thaa
Shahnaz Nabi
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
ham pe mushtarka hai.n ehsaan Gam-e-ulfat ke
itne ehsaan ki ginvaa.uu.n to ginvaa na sakuu.n