SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gamze"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "Gamze"
Ghazal
chaak parde se ye Gamze hai.n to ai parda-nashii.n
ek mai.n kyaa ki sabhii chaak-e-garebaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
husn Gamze kii kashaakash se chhuTaa mere ba.ad
baare aaraam se hai.n ahl-e-jafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "Gamze"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "Gamze"
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ishve se Gamze se shoKHii se adaa se naaz se
miTne vaalaa huu.n miTaa diije kisii tadbiir se
Bedam Shah Warsi
Ghazal
balaa ke naame hai.n do siipyaa.ii aa.nkho.n me.n
gurez-o-gardish-o-Gamze nazar ke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Nazm
adl-e-jahangiri
ab na vo nuur-jahaa.n hai na vo andaaz-e-Guruur
na vo Gamze hai.n na vo arbada-e-sabr-shikan
Shibli Nomani
Ghazal
Gamze ne us ke chorii me.n dil kii hunar kiyaa
us KHaanumaa.n-KHaraab ne aa.nkho.n me.n ghar kiyaa
Meer Taqi Meer
Nazm
tawaif
tere har Gamze kii tah me.n hai banaavaT kaa shikva
jis ke aage sar-ba-sajda ma.asiyat ke dasht-o-koh
Mahirul Qadri
Ghazal
aap ke Gamze uThaa.uu.n Gair ke taane sunuu.n
banda parvar mai.n ne chho.Daa ishq bhii sarkaar kaa
Ahsan Marahravi
Nazm
tawaif
mai.n huu.n ik jhuuT kaa baazaar ye maanaa mai.n ne
mere Gamze bhii hai.n talvaar ye maanaa mai.n ne
Izhaar Malihabadi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
husn Gamze se chhuTaa ishq faraamosh hu.aa
aise haalaat me.n kyaa sher bhii sachchaa na kahuu.n
Karrar Noori
Ghazal
Daa.nTaa kabhii Gamze ne kabhii naaz ne Tokaa
KHalvat me.n bhii saath un ke nigahbaan bahut hai.n


