SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHumaar-e-Gam"
Nazm MATCHES FOR "KHumaar-e-Gam"
Nazm
phir sham hui
phailtaa phailtaa shaam-e-Gam kaa dhu.aa.n
ik udaasii kaa tantaa hu.aa saa.ebaa.n
Ibn e Insha
Nazm
qurb
KHumaar-e-qurb-e-dil-aaraa kii ho ga.ii taa.iid
laraztii buu.ndo.n ke ye jaa.n-gudaaz shiish-mahal
Mohsin Ehsan
Nazm
ek ajnabi silsila
mai.n sadaa.o.n kii pahchaan thaa
mai.n KHumaar-e-talaash-e-faraavaa.n se sarshaar thaa
Balraj Komal
Nazm
mashrab
aaKHir kise andaaza KHumaar-e-shab-e-dii kaa
ab mai-kada viiraa.n pa.Daa mai hai kahaa.n aa.e
Meem Hasan Lateefi
Nazm
bad-surati ka husn
KHumaar-e-be-karaa.n zinda
ki puurii aadmiyyat jis ke dam se
Noon Meem Danish
Nazm
surud-e-shabana
saaz-e-dil ke KHamosh taaro.n se
chhan rahaa hai KHumaar-e-kaif-aagii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sharabi
bahut hii talKH hai apnaa KHumaar-e-baada-kashii
kahii.n charaaG bujhaa jal uThe kahii.n faanuus
Anjum Azmi
Nazm
tah-e-nujum
KHumaar-e-KHvaab se labrez ahmarii.n aa.nkhe.n
safed ruKH pe pareshaan 'ambarii.n aa.nkhe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
buzdil
KHumaar-e-aarzuu kii intihaa par
mai.n qalam kartaa huu.n apnii u.ngliyo.n ko
Balraj Komal
Nazm
buzdil
haadisan majruuh o vaamaa.nda na kar Daaluu.n
KHumaar-e-aarzuu kii intihaa par
Balraj Komal
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
ki ai firaaq kii raate.n guzaarne vaalo
KHumaar-e-aaKHir-e-shab kaa mizaaj kaisaa thaa
Mustafa Zaidi
Nazm
hamare sans jhuTe hain
KHumaar-e-raa.egaanii me.n
hamaare paa.nv raste maapte hai.n shahr-o-sahraa ke
Faisal Rehan
Nazm
allahabad se
nigaaho.n me.n KHumaar-e-baada le kar
nigaaho.n kaa sharaabii aa gayaa hai