SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHumaar-e-Gam"
Ghazal MATCHES FOR "KHumaar-e-Gam"
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
qaa.em rahe.n KHudaa-raa mirii sab ye hasrate.n
duu.ngaa jagah inhe.n bhii dil-e-daaG-daar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
qayaamat yaqiinan qariib aa ga.ii hai
'KHumaar' ab to masjid me.n jaane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
'KHumaar'-e-balaa-nosh tuu aur tauba
tujhe zaahido.n kii nazar lag ga.ii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
ham tauba kar ke mar ga.e be-maut ai 'KHumaar'
tauhiin-e-mai-kashii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
ho jaa.e.nge mujh aise siyahkaar kii KHaatir
baKHshish kaa vasiila Gam-e-shabbiir ke motii
Khumar Mirzada
Ghazal
kitne aise dard hai.n jin kii davaa chaahii ga.ii
sochtaa huu.n zaKHm-e-dil kii baar-gaahii dekh kar
Khumar Mirzada
Ghazal
kyo.n zulmat-e-Gam se ho 'KHumaar' itne pareshaan
baadal ye hamesha hii to kaale na rahe.nge
Khumar Barabankavi
Ghazal
Suleman Khumar
Ghazal
shaam-e-Gam-e-firaaq thii aur aap kaa KHayaal
phir yuu.n hu.aa ki aa.nkh tamanna kii bhar ga.ii
KHumaar dehlvii
Ghazal
aql o dil apnii apnii kahe.n jab 'KHumaar'
aql kii suniye dil kaa kahaa kiijiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
roz o shab is soch me.n Duubaa rahtaa huu.n
Gam ko paa kar bhii mai.n kitnaa tanhaa huu.n
Suleman Khumar
Ghazal
ik ehtimaam-e-KHusuusii ke baavajuud 'KHumaar'
ye faaslo.n ko ba.Dhaataa hu.aa saa kuchh to hai
Suleman Khumar
Ghazal
ehsaas-e-peshemaanii-e-ahbaab na puuchho
har ek ko yaa.n Gam hai faqat be-hunarii kaa